Tekst piosenki:
Na jaane yeh kaise hua
Kaise badale din aur yeh raat
Aksar sochti hoon main
Kaisa sahara tha tera
Aagaya aisa ek toofan
Jisme fanaa hui meri jaan
Pal main tune tod diya
Mera har ek sapna
Aage ja , peeche dekho na
Sab kuch hain naya , tere bina
Tere bina saara jahaan , tere bina lage naya
Khushiyon ka din aaya , tere bina
Tere bina saara jahaan , tere bina lage naya
Khushiyon ka din aaya , tere bina
Yaad hai woh beetein dino ke pal
Jo tere saath guzara tha kal
Palkon pe ansoo liye hue
Kaash tu aisa bhi tarse
Ab hai mila naya raasta
Mere liye hai aasman
Jalrahe aag mein yaadein teri
Ab badlegi yeh kahani
Aage ja , peeche dekho na
Phir sa janam liya , tere bina
Tere bina saara jahaan , tere bina lage naya
Khushiyon ka din aaya , tere bina
Tere bina saara jahaan , tere bina lage naya
Khushiyon ka din aaya , tere bina
(instrumental)
Tere bina saara jahaan , tere bina lage naya
Khushiyon ka din aaya , tere bina
Tere bina saara jahaan , tere bina lage naya
Khushiyon ka din aaya , tere bina...
Tere bina saara jahaan , tere bina lage naya
Khushiyon ka din aaya , tere bina
Tere bina saara jahaan , tere bina lage naya
Khushiyon ka din aaya , tere bina
Dodaj adnotację do tego tekstu »
Historia edycji tekstu
Komentarze (0):