Tekst piosenki:
Nind ke baadalon ke pichhe hain
Muskuraata huwa koyi chehara
chehare par bikhari ek reshami latt
Sarsaraata huwa koyi aanchal
Aur do aankhein hairaan haira si
Tera banega woh jo
Tera nahi hai
Aye dil bata kyun tujko itna yakin hai
Mere dil-e-beqkaar
haan dil-e-beqkaar
Yehi hota pyaar hai kya
Mere dil-e-beqkaar
haaye
Yehi hota pyaar hai kya
Mere dil-e-beqkaar
Yehi hota pyaar hai kya
Nind ke baadalon ke pichhe hain
Ek mulaakaat
Ek haseen lamha
Jheel ka thehara thehara sa paani
Ped par chehchahaati ek chidiyaan
Baagh mein khilate nanhe nanhe phool
Khubsurat labon ki narm si baat
Khwaabon mein koi kyon hai yun rehta
Aye dil tu kyun mujhe hai yeh kehta
Woh mera rasta bhi hai
aur woh hi manzil
woh mera sagar bhi hai
Aur woh hi sahil
Kaisi bata yeh betabiyan hai
hum chalte chalte aye kahan hai
dil-e-beqkaar
Yehi hota pyaar hai kya
Mere dil-e-beqkaar
haaye
Yehi hota pyaar hai kya
Mere dil-e-beqkaar
Yehi hota pyaar hai kya
Nind ke baadalon ke pichhe hain
Dopaher ek pili pili si
Lohe ki thandak ke lehje mein
Tuta aaina, udate kuchh kaagaj
Kirchon kirchon bikhrata ek mandar
Palkon pe jhil-milaata ek aansu
Gehara sannata, shor karata huwa
Bind ke baadalon ke pichhe hain
Sunta hoon mein teri yeh dastaan
Simmte ki ek din to yeh dooriyan
Pal mere tum mein dil Koi nahihai
Tere zid mein aye dil
Saad afreen hai
Kyun yeh junoon hai
Kya zufju hai
Aakhir tujhe kyun yeh aarzoo hai
dil-e-beqkaar
Yehi hota pyaar hai kya
Mere dil-e-beqkaar
haaye
Yehi hota pyaar hai kya
Mere dil-e-beqkaar
Yehi hota pyaar hai kya
Dodaj adnotację do tego tekstu »
Historia edycji tekstu
Komentarze (0):