Tekst piosenki:
Socha hai yeh ke tumhe rasta bhulaye
Sooni jagah pe koi chhede daraaye
Hmm..
Socha hai yeh ke tumhe rasta bhulaye
Sooni jagah pe koi chhede daraye
Arre na na, na re na na
Yeh na kehna
Arre nashe mein aana na
Hosh gawaana na
Mujhko sataana na
Jaane do mujhe abhi
Keh dun tumhe ya chup rahun
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bolo toh jaanu
Guru tumko maanu
Chalo yeh bhi waada hai
O..
Aankhon hi aankhon mein
Baatein huyi kya bataa
Baaton hi baaton mein
Ho gayi hoon laapata
Hmm..
Aankhon hi aankhon mein
Baatein hui kya bataa
Baaton hi baaton mein
Ho gayi hoon lapata
Haan re haan re..
Dil mein tere ab hai rehna
Arre kabhi na kabhi toh
Kahin na kahin pe hota nahi hai
Jo huaa hai abhi abhi..
Keh du tumhe ya chup rahun
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bolo toh jaanu
Guru tumko maanu
Chalo yeh bhi waada hai
Thodi thodi hai khumari dil mein kahin
Pehle toh aisa nasha huaa hi nahi..
Ho..
Thodi thodi hai khumari dil mein kahin
Pehle toh aisa nasha hua hi nahi..
Ho..
Arre na na
Na re nana
Yeh na kehna..
Arre nashe mein aana na
Hosha gawaana na
Mujhko sataana na
Jaane do mujhe abhi
Keh du tumhe ya chup rahoon
Dil mein mere aaj kya hai
Jo bolo toh jaanu
Guru tumko maanu
Chalo yeh abhi vaada hai
Dodaj adnotację do tego tekstu »
Historia edycji tekstu
Komentarze (0):